FUNCTIONAL UNITS

COMPUTER MEIN HONE VALE SABHEE KARYON KO ALAG ALAG BHAGON MEIN BATAN GAYA HAI.JIS UNIT KA JO KARYA  HAI VAH KARTA HAI.COMPUTER MEIN HONE VALE KARYA KO FUNCTION AUR JO UNITS YAH KARYA KARTA HAI USE FUNCTION UNIT KAHTE HAIN.

COMPUTER SYSTEM KO TEEN BHAG MEIN BATAN GAYA HAIN

ARITHMATIC  LOGIC UNIT

CONTROL UNIT

CENTRAL PROCESSING UNIT

ARITHMATIC LOGIC UNIT:-  COMPUTER MEIN JAB DADA ENTER KARTE HAIN TAB YAH DATA PRIMARY MEMORY MEIN SAVE HO JAHA.ARITHMATIC  AUR LOGIC KARYA ARITHAMETIC  LOGIC UNIT KARTE HAIN.DATA ARITHMATIC LOGIC MEIN PROCESSING KARKE OUTPUT DETA HAI AUR DATA KO STORAGE UNIT MEIN SAVE KA R LETA HAIN .SAVE KIYA GAYA DATA BAAD MEIN DEKH SAKTE HAIN.

CONTROL UNIT:-COMPUTER MEIN HONE VALE SABHEE KAYTON KA CONTROL  UNIT KE DAWARA  CONTROL HOTA HAI.KAUN SA KARYA KIS BHAG KA HAI YAH YAH KIS PRAKAAR HOGA YAH CONTROL UNIT  TAY KARTA HAI.

CENTRAL PROCESSING UNIT:-COMPUTER KE ARITHMATIC  LOGIC UNIT AUR CONTROL UNIT  KO AK SAATH CENTRAL  PROCESSING UNIT KAHTE HAIN.ESKO COMPUTER KA BRAIN KAHA JATA HAI.COMPUTER  MEIN HONE VALE SABHEE WORK KO CENTER PROCESSING UNIT USI PRAKAAR KARTA HIN JIS PRAKAAR MANUSHY KA BRAIN SOCH SAMAJH KAR KARTA HAI.

PERSONAL COMPUTER CONFIGURATION

COMPUTER KO WORK KARNE KE LIA NIMLIKHIT  CHEEJON KI JARURAT HOTI HAI.YAH SAB HARDWARE KALHATE  HAIN.

CPU:- COMPUTER KE ARITHMATIC  LOGIC UNIT AUR CONTROL UNIT  KO AK SAATH CENTRAL  PROCESSING UNIT KAHTE HAIN.ESKO COMPUTER KA BRAIN KAHA JATA HAI.COMPUTER  MEIN HONE VALE SABHEE WORK KO CENTER PROCESSING UNIT USI PRAKAAR KARTA HIN JIS PRAKAAR MANUSHY KA BRAIN SOCH SAMAJH KAR KARTA HAI.

COMPUTER MEMORY :-COMPUTER MEIN DO PRAKAAR KI MEMORY HOTI HAI PRIMARY MEMORY AUR SECONDARY MEMORY.

DATA BUS :-COMPUTER MEIN DATA BUS DATA KA TRANSTER  KA KAYY KARTE HAI.

PARTS: COMPUTER KO DO BHAGON MEIN BATAN GAYA HAI HARDWARE AND SOFTWARE.

MOTHERSBOARDS:-COMPUTER KA MAIN CIRCUIT BOARD JO COMPUTER KE ANDAR HOTA HAI.

HARD DISK:-HARD DISK AK DIRECT ACCESS STORAGE  UPKARAN HAI JO COMPUTER KA ANDAR HOTA HAI.

OUTPUT  DEVICES:-COMPUTER MEIN INPUT DATA KO OUTPUT DEVICES KE DAWARA  PRAPT KARTE HAIN AS MONITER,PRINTER.

INPUT DEVICES:DATA ENTER KARTE HAIN AS KEYBOARDS.

 

 

 

 

Comments

Popular posts from this blog

jaise ko taise